
Pandit ji ki, 90 din ki sidhi manai nehi kiya, uskai liyai chizai firsai bigad gai.Abh mai puri 90 din karunga. Bas wo aa jai, to mai firsai review likhunga.
agar Apne navgrahon ke anusar Apne karyon Ko nahin karte ho to safalta kaise milegi, aapki ichcha Ki koshish hamesha nakamyab hogi 🙏🏻💐
Raghubir Ji ne aise-aise numbers bataye jo aaj tak mujhe kisi ne nahi bataye the.Job ho ya business, dono ke baare me. Sabse khaas baat yeh upchar kundli se ha.
aap ke kundli mein nau grah aapke kam banane Aaye Hain agar unke niyam follow karoge To aapko sare bigade hue kam banenge 💐🙏🏻🙏🏻
Good. Mataji ka tabiyet me November mahine me sudhar ayega ...ye prediction pandit ji ka sahi nikla hain...3 dino me kuch sidha aya hain mataji ka tabiyet me
panchtatv ke niyamon ko follow karenge to aapki mataji धीरे-धीरे swasth Ho jaenge, bhojan time to time khilaye Pani pilaen, inke upar Dhyan rakhen 👍🏻👌
Pandit ji nai 90 din ki remedy karnai bola, suru karnai ki 1 week hafta andar hi result dikhna suru ho giya, meri gf abhi rooj baat karti, 90 din pura karunga.
Ankush ji aapke kundli mein bataye Gaye niyamon ko hi main aapse kara raha hun aur yah niyam follow karoge to safalta to aapko Milani hai 👌🙏
Sir is best jesa bataya thaa wesa hua kuch baate mene follow nhi ke uske karan dikkat aayi sir is best
bataye Gaye niyamon ka follow karoge to aapki love life mein khushiyan jarur a jaenge aur aapka pyar aapka hi Banega 🙏👌
Pandit ji se meine 2024 mein ek prediction lia tha aur unka prediction shi nikla us ladhke ke saath mera future nhi hua jaisa aapne kaha tha pandit ji vaisa hua
aapke kundli mein jo navgrah hote hain na vah aapke kam banane Aaye Hain bigadne nahin Aaye Hain bus isko mathematics karna aana chahie 👌💐🙏🏻
Very nice talking to guruji. For my marriage he gave me example of how Draupadi cleared all obstacles to get married. Very nice guidance with practical advice.
Apne shaadi ke liye Apne Ko hi koshish karna padta hai tab shaadi hoti hai Jaise dropati ne kiya Karan matsya bhedan kar sakta tha per unko Mana Kiya 🙏🏻💐
He will bring smile on your face. His voice is so calming that one gets stress free in few seconds. Quite authentic and accurate.
he is a best face reader on this platform and a great astrologer. he understands the situation well and give a proper solution for the same.
aapka chehra sab kuchh batata hai aapki janm kundli sab kuchh darshati hai Bus aapko niyamon per chalne ki jarurat hai safalta pane ke liye 🙏🏻👌💐
will follow what guruji said. pichli baar sab sahi bataya par mein nahi kiya and uske vajah se chize bigdi.
agar aap apne kundli ke paanchvein ghar ke niyamon ko follow karoge To aapka khoya hua pyar aapko jarur milega aapse bichhada hua pyar aapka jarur Banega 🙏🏻👍