
Pandit ji nai 90 din ki remedy karnai bola, suru karnai ki 1 week hafta andar hi result dikhna suru ho giya, meri gf abhi rooj baat karti, 90 din pura karunga.
Ankush ji aapke kundli mein bataye Gaye niyamon ko hi main aapse kara raha hun aur yah niyam follow karoge to safalta to aapko Milani hai 👌🙏
Raghuvir ji mana kiya tha merai partner ko call karnai manai nehi kiya,usnai ajj call kiya 26 sep,raghuvir ji ka niyam follow karunga jisai mera prem mil jai.
Ankush aapke kundli mein jo paanchva ghar Hai vah Prem ka Ghar Hai usi ke niyam follow karne hain dusre ke kundli ke niyam nahin follow karne hain
Sir se maine pehle b jitni bar baat ki h sir ki predictions hamesha sahi hui, ankh band karke sir par bharosa kijiye, inki predictions hamesha sahi hoti h
jitne bhi users is review ko padh rahe hain, Ritika ne apne kundli ke sare niyamon ko follow kiya hai isliye usko safalta Mili Hai 🙏🏻💐
GREAT EXPERIENCE AND GUIDANCE. CLEARLY EXPLAINED THE PREDICTION BASED ON PERCENTAGE ANALYTICS. HOPE WILL ACHIEVE THE RESULT WITHIN PREDICT TIME FRAME. THANK YOU
mathematics astrology ke madhyam se sabhi gharon ka percentage se pata chal jata Hai kaun sa ghar kamjor hai aur kise majbut karna hai grahakon mein kab safalta
mene inse baat Kari thi shadi se pehle aur inke bataye hua time ke abdar hi meri shadi ho gai, inki predictions bilkul satik hoti he
Sneha ke Vivah mein bahut taklifen Thi Ishwar ki kripa Se Mata Saraswati ki kripa Se mere bataye hue date per Inka vivah sampann ho gaya 🙏🏻👌🏻
Sir ne jaise bola tha ki muje mera partner ka call aayega waisehi call aaya aur usi samay aaya .. aur sir ne muje bahot Acchese samajaya
kundli ke paanchvein ghar ke niyam ko aise hi follow karte jaaoge to aap apne safalta Tak avashya pahunchoge 👌👍
Sir is best jesa bataya thaa wesa hua kuch baate mene follow nhi ke uske karan dikkat aayi sir is best
bataye Gaye niyamon ka follow karoge to aapki love life mein khushiyan jarur a jaenge aur aapka pyar aapka hi Banega 🙏👌
🙏 phile apko bahot pranam ....apne Jo kaha muzhse o sub suc hua....prem ka asli arth ek dusri ki Khushi ...meri Vani me madhurta nahi thi....apne jaise kaha
Ragini ji aapke kundli mein aapka jo paanchva ghar hai Prem ka Ghar Maine uske sirf niyam bataye Hain aapko aur yah niyam aapke Prem Ko badhaega 👌🙏💐
I consulted him for my Job, and it was accurate. I have also been talking related to my marriage and hoping his prediction comes true.
Apne kundli ke niyamon ko follow karte rahenge Jo bataya ja raha hai To bataye hue samay per aapke sare kam banenge 👌💐
Mne bht astrologers se bat ki bht psa khrch kia pr kuch ni hua pr aj ek br sir se bat krte hi unhone itna kch bta dia jo koi ni bta paya tha, sir se best koi ni
aapki kundli mein rajyog hai Bus aapko rajaon ka gun sikhana hoga unke Siddhant sikhane honge unke taur tarike sikhane honge rajyog ka Sukh avashya prapt hoga