
thank you for the guidance maam aapki baato se kaafi madat mili hai thank you.
bhagwan aapki sari manokamna Puri Karen 🕉️🙏
aapka bhot bhot shukriya ma'am. Mai janta hu maine galti ki but ab shayad kuch nahi ho skta aur nahi mai uski taklif badana chahta apne feeling share krke.Ty
Jai mata di 🙏❣️
Bohot acchi h mam , kafi accha solution diya h aur bohot accurate reading karti h mam . Thank you mam!!
Bhagwan aapki sari manokamna purn Karen Jay Mata Di 🙏❣️